Logo

    EP- 79, Breaking beauty stereotype with RJ Sona | Sushmita ki shadi aur kitne deewane

    hiJuly 15, 2022
    What was the main topic of the podcast episode?
    Summarise the key points discussed in the episode?
    Were there any notable quotes or insights from the speakers?
    Which popular books were mentioned in this episode?
    Were there any points particularly controversial or thought-provoking discussed in the episode?
    Were any current events or trending topics addressed in the episode?

    About this Episode

    Ladkiyon ki shadi hamesha se talk of the town rahi hai, Pata nahi kyu. Khastaur se agar wo koi celebrity ho toh logo ko kuchh zyada hi interest aane lagta hai. Lalit modi ke tweet ke bad sushmita ke deewano ki ginti bhi ajab gajab hai.

    Recent Episodes from Breaking Beauty Stereotypes - RJ Sona ke Saath

    We deserve equal respect and trust too | Breaking beauty stereotype with RJ Sona

    We deserve equal respect and trust too | Breaking beauty stereotype with RJ Sona
    Female employees ke bare me bahut sare taboos tootne lage hain. Par ab bhi female boss par companies bahut kam trust karti hain. Unhe aksar taken for granted liya jata hai. Jabki subordinates women boss ki kabiliyat par sandeh karte hain. Islie sirf equal pay hi nahi equal trust aur equal respect ki bhi zarurat hai.

    We must break the bias around Men too | Breaking beauty stereotype with RJ Sona

    We must break the bias around Men too | Breaking beauty stereotype with RJ Sona
    Hum aksar women ke bare me bias par discuss karte hain. Par kya hamne kabhi socha hai ki hamare aaspass ke purush bhi bahut sare unwanted burden jhel rahe hote hai. Breaking beauty stereotype ke iss episode me hum ese hi stereotypes par bat karenge. Healthshots Hindi Podcast me sunte rahiye RJ Sona ko.

    Are we really ready to give respect to women | Breaking beauty stereotype with RJ Sona

    Are we really ready to give respect to women | Breaking beauty stereotype with RJ Sona
    Har taraf Navratri ki dhoom machi hai. Deviyo ke roop me hum har Stree shakti ki upasana kar rahe hain. Par kya wakayi hum Aurato ka samman karna jante hai? Kya hum sachmuch taiyar hain apne aaspass ki har Aurat ka samman karne ke liye? Healthshots podcast Breaking beauty stereotype ke iss episode me RJ sona kar rahi hain stree ke samman aur apke wyavahar par bat. Tune in kijiye HT smartcast.

    Is there any gender equality in career? | Breaking beauty stereotype with RJ Sona

    Is there any gender equality in career? | Breaking beauty stereotype with RJ Sona
    Gender Equality iss samay ki zarurat hai. Aaj India hi nahi duniya bhar me iski maang ki ja rahi hai. Hum sabhi iske liye koshish bhi kar rahe hain. Par career ke front par aksar nirasha hath lagti hai, jab hum dekhte han ki same job aur same qualification ke bawjood women ko men se kam pay kiya jata hai. Healthshots podcast Breaking Beauty stereotype ke aaj ke iss episode me RJ Sona ke sath karte hain gender equality in India par bat.

    EP- 80, Breaking beauty stereotype with RJ Sona | Divorce doesn't mean the end of happiness

    EP- 80, Breaking beauty stereotype with RJ Sona | Divorce doesn't mean the end of happiness
    Bahut sare mental health issues ki root un social taboos me hai, jo ladkiyo ko khush hone se rokte hain. Divorce ne bhi bahut sare taboos ko add on kar liya hai. Ek relationship ka tootna kisi ke liye bhi heartbreaking ho sakta hai, par iska ye matlab nahi ki aap kabhi khush hi nahi ho sakte.

    EP- 78, Breaking beauty stereotype with RJ Sona | Karma will come back to you

    EP- 78, Breaking beauty stereotype with RJ Sona | Karma will come back to you
    Workplace par tarah tarah ki gossips aur politics hoti hain. Esi hi ek politics hai kisi dusre ka credit hadap lena. Par kya haota hai esa karne walo ke sath, Breaking beauty stereotype ke aaj ke iss episode me bata rahin hai RJ Sona.
    Logo

    © 2024 Podcastworld. All rights reserved

    Stay up to date

    For any inquiries, please email us at hello@podcastworld.io