Logo

    chitra singh

    Explore " chitra singh" with insightful episodes like "har qadam par nit naye saa.Nche me.n Dhal jaate hai.n log dekhate hii dekhate kitane badal jaate hai.n log", "Chalne ko chal raha hoon" and "Woh tere pyar ka gham, ek bahana tha sanam" from podcasts like ""Harish Saluja's A House at the Crossroads", "Harish Saluja's A House at the Crossroads" and "Harish Saluja's A House at the Crossroads"" and more!

    Episodes (3)

    har qadam par nit naye saa.Nche me.n Dhal jaate hai.n log dekhate hii dekhate kitane badal jaate hai.n log

    har qadam par nit naye saa.Nche me.n Dhal jaate hai.n log   dekhate hii dekhate kitane badal jaate hai.n log

    Har qadam par  (quote) 
    Badli teri nazar to nazare badal gaye 
    Baharon Se Kehdo Mere Ghar Na Aayein  
    Kabhi Guncha Kabhi Shola  
    Usne Jab Tyori Badal Kar  
    Ab Chalakte Hue Saagar Nahin Dekhe jaate
    Kya khabar thi  (quote) 
    Kya khabar thi 
    Abke Tajdeede Wafa Ka Nahin Imkan Jana  
    Ilahi Kya Yeh  

    Support the show

    Chalne ko chal raha hoon

    Chalne ko chal raha hoon

    Poetry and old Hindi/Urdu songs and Ghazals curated by Harish Saluja
    Part of the S&S podcasts: Sher and Song.

     

    kya kya na jafayen dil pe sahin, par tum se koi shikwa na kiya,

    is jurm ko bhi shamil kar lo, mere masum gunahon mein.

    jab chandni raton mein tu ne khud hamse kiya iqarar-e-wafa,

    phir aj hain kyon ham begane, teri beraham nigahon mein.

    ham bhi hain wohi, tum bhi ho wohi, ye apni-apni qismat hai,

    tum khel rahe ho khushiyon se, ham dub gaye hain ahon mein.

    ulfat ki nayi manzil ko chala, tu banhen dal ke banhon mein,

    dil todne wale dekh ke chal, ham bhi to pade hain rahon mein.

    - Qteel Shifai

    Sponsored by indigoartbags.com

    Chalne Ko Chal Raha Hoon (quote)

    Aye Dil Kahaan Teri Manzil

    Manzil To Hai Badi Door

    Seene Mein Sulagte Hai Arman

    Ulfat ki Nayi (quote)

    Ulfat Ki Nayi Manzil Ko Chala

    Kahan Le Chale Ho

    Door Ka Rahi

    Nai Manzil Nai Rahen

    Support the show

    Woh tere pyar ka gham, ek bahana tha sanam

    Woh tere pyar ka gham, ek bahana tha sanam

    Poetry and old Hindi/Urdu songs and Ghazals

    Ye na hota to koi dusra gham hona tha
    Main to wohh hoon jise har haal main bas rona tha

    Muskarataa bhi agar, to chalak jaati nazaar

    Apani kismet hi kuch aise thi ki dil toot gaya

    Woh tere pyar ka gham, ek bahana tha sanam

    Apani kismet hi kuch aise thi ki dil toot gaya

     

    Part of the S&S podcasts: Sher and Song. Sponsored by indigoartbags.com

    Woh tere pyar ka gham (quote)

    Yun Hi Dil Ne Chaha Tha

    Woh Tere Pyar Ka Gham

    Isq Main Gairate Jazbaat Ne (quote)

    Ishq mein Ghairat-e-jazbaat ne

    Gham Ka Khazana Tera Bhi Hai Mera Bhi

    Yaad aayi Kisi ki 

    Duniya se na kar Umeed-e-wafa (quotes)

    Jab Naam-E-Mohabbat Leke

    Support the show